gulzar shayari
Jab Insan ki tamiz mein aur uski kamij mein silvaten na Padi ho toh Insan aur Insaniyat donon hi bahut Acche Lagte Hain
Jahan Mera Thikana Hai vah Ajeeb Si Basti hai Jahan log Milte kam jhakate jyada hai
Are Pareshan ho YuHi Aansuon se
yakin Mano Muskurana Aur Bhi Mushkil Hai
Jo kabhi hamen Dur Se pahchan liya Karta Tha
Aaj Vahi Kareeb se Anjan Bankar Gujara hai
Shayad Mera aur uska najriya Alag use Apna Waqt Gavana tha Mujhe Apni Jindagi